Friday, 17 May 2013

mast shayari sms


Jaati Nai Aankhon Se Surat TerI,

Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri....

Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu,

Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri….






Tu Hi Ye Mujhko Bata De.. 
Chahu Main Ya Na.. !!

Apne Tu Dill Ka Pata De.. 
Chahu Main Ya Na.. !!






love shayari sms


Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai haan








Har Kisi Ke Naseeb Mein Saccha Pyar Pana Nahi Hota,

Sab Kismat Ka Khel Hai,

Kisi Ka Koi Dosh Nahi Hai..

Mujhe Pata Hai Ke Mere
Naseeb Mein Sirf Tadap, Judai

Aur Nafrat Hi Bachi Hai…


Tuesday, 9 April 2013

हिंदी शायरी / Hindi Shayri


Tere Pyaar Me Do Pal Ki Zindgi Bahut Hai..
Ek Pal Ki Hansi.. Aur Ek Pal Ki Khushi Bahut Hai..
Ye Duniya Mujhe Jane, Ya Na Jane..
Teri Ankhe Mujhe Pehchane, Yahi Bahut Hai …







ठिकाना कब्र है तेरा, इबादत कुछ तो कर ग़ाफिल,
कहावत है कि खाली हाथ घर जाया नहीं करते..

Saturday, 16 February 2013

hindi Shayari in English fonts

Ghar se bahar vo nakab me nikli,
saari gali unki firak me nikli,
inkaar karte rahe vo meri mohabbat se,
or meri hi tasveer unki kitaab se nikli








Meri moat te jashan mana leo peg gharo e turde la leo,
ik boli chakvi pa deo jo jave sina thardi,
mare hoe di lash te paeo chuni muteyar di...
Mare hoe di lash te paeo chuni muteyar di.

Bewafa Shayari SMS



Itna khoobsurat chehara hai tumhara..
har dil diwana hai tumhara..
log kehate hai chand ka tukda ho tum..
lekin ham kehate hai chand tukda hai tumhara…






Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat hai aap mein,
Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…








Saturday, 5 January 2013

new year hindi shayari

Pyar ke ujaale me gumm ka andhera kyun hai,
Jisko hum chahe wahi rulata kyun hai,
Mere rubba agar wo mera nasib nahi toh,
Aise logo se hume milata kyu hai…
Happy New Year 2013








Aay dost tu nay mujhay bahot pyaar diya,
Hamara bahut khayal rakha,
Lakin ab juda honay ka waqat aa gaya hai.
Sirf aur sirf tumhara 2012

new year hindi sms


Aap Jahan jaye wahan se kare Fly all Tear
Sab Log Aap ko hi mane apna Dear
Aap ki har Raah ho Always Clear…
Aur Khuda dey Aap ko Ek Jakkas New Year.







Good time Bad time
Day time Night time
Off time Work time
Happy time Sad time
Naye saal main kisi bhi time
Apun ka sms aa sakta hai…
Bole to happy new year mamu..