Friday, 20 January 2017

funny hindi sms

सब पूछ रहे है पुरुष दिवस कब है ?? अरे भाई आ रहा है अपना भी त्यौहार….. “1 मई को मजदूर दिवस” !


Golu English में Fail हो गया , वो भी Translations की वजह से-
आप ही देखिए इनका ट्रांसलेशन
1. वो मेरी नवासी है |
—–(She is my eighty nine)
2. मैं एक आम आदमी हूँ|
—–(I am a Mango man)
3. मुझे अंग्रेजी आती है|
—-(English comes to me)
4. मेरा ताल्लुक हरिद्वार से है|
—-(I belong to Green Gate)
5. मेरा मज़ाक मत उड़ाओ|
—-(Dont fly my joke)
6. बदलता है आसमां रंग कैसे कैसे|
—-(Change the colour sky how how)
—— और आख़िरी वाला तो जानलेवा है —–
7. मुम्बई की सड़क पर गोलियाँ चल रही हैं|
—-(Tablets are walking on the road of Mumbai)

awesome hindi sms

🍃ना कर भरोसा बदरंग दुनिया का चेहरो पर नकाब होते हैं !!😊
😊 मासूमियत के पीछे कभी कभी छुपे कई राज होते हैं 

heart touching shayaris

Log Kehte Hai Jise Hadd Se Jiyada Pyar Karo Wo Pyar Ki Kadar Nahi Karta...
Par..
Sach Toh Ye Hai Ki Pyar Ki Kadar Jo Bhi Karta Hai Use Koi Pyar Hi Nahi Krta...

sacchi shayaris

क्या खूब लिखा है :
"कमा के इतनी दौलत भी मैं 
अपनी "माँ" को दे ना पाया,
के जितने सिक्कों से "माँ" 
मेरी नज़र उतारा करती थी..."

Wednesday, 13 July 2016

true love shayari

अगर ये सच है की
हर 👧  लड़की 💵 पैसो पर नहीं मरती!!
तो ये भी सच है की 
हर 👨लङका जिस्म पर नहीं मरता !!  

funny hindi sms

अपनी गर्लफ्रेंड को गोरी करने
के उपाय ,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
मुझे पता था तुम जरूर पढोगे।
काली गर्लफ्रेंड वालो।
कोई उपाय नहीं है, काली ही रहगी वो।
.
जो मिली है उसी में खुश रहो”

heart touching sms

Ek Baat to sachi hai..
.
.
Sad Song Sunte wakt Jiska khyal ata hai..
usse hi tum sacha pyar karte ho ..




ए खुदा मौसम को इतना रोमांटिक भी ना कर
कुछ लोग ऐसे भी है जिनका मेहबूब नहीं.......

mast mast shayari

Safar dosti ka yuhi chalta rahe,
Suraj chahe har sham ko dhalta rahe,
Na dhalegi apni dosti ki subha,
Chahe har rishta ab badalta rahe.





jeene ki usne hume nayi ada di hai,
kush rehne ki usne dua di hai,
aye khuda usko sara jaha dena,
jisne apne dil mein hume jagah di hai.

Thursday, 20 August 2015

sweet hindi shayri

jindgi me kisi se pyar mat karna
maine anjane me kiya tha
maine pyar ko fulo rasa samjha
magar pyar to kanto se bhara tha









 O jindgi hi kya jo jine ka maja na de,
o pyar hi kya jo pyar karne ka maja na de,

Sunday, 31 August 2014

Heart Touching Sad SMS in Hindi

Wo Judai B Kitni Ajeeb Thi
Tujy Alwida B Na Keh Saky
Tere Dil Me Rehny Ka Khayal Tha…. 
Tere Sehar Me B Na Reh Saky….





Guzar gaya wo waqt 
jab hum tumhare talbgaar the,
ab jindagi bhi ban jao to 
hum kabul nahi karenge

Thursday, 29 May 2014

sad sms shayari hindi

Mere Zazbat Meri Pehchan He Wo.
Meri Justaju Meri Shaan He Wo.
Log Kehte He Bhuladu Use.
Par Kese Bhuladu Yaaro?







Ajeeb Lagti Hai Sham Kabhi Kabhi,
Zindagi Lagti Hai Bejan Kabhi Kabhi,
Samajh Aaye to Hame Bhi Batana,
Kyon Karti Hai Yaden Pareshan Kabhi
Kabhi......

hindi sad shayari sms

Tumi ato nirob keno.tomar sob Kichu e
amar onek valo lage.tumi asbe amar
jibone valo bondu hoye vabte valo
lage.kotha daw thakbe amar
hoye.Kokhono vhule jabe na amy...




 Manzilon ke gham mein ronay se manzilein nahin milti,
Hoslay bhi toot jaatey hain aksar udaas rehney se..



Thursday, 8 May 2014

hindi sms love shayari

1 line jise bahut kam log samjhte he:
Aansu tab nahi aate jab aap kisi ko miss karte he..
Ye to tab aate he jab aap kisi ko miss nahi karna chahte






Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai…




love sms shayari

kitni shidata say tumko chaha tha ....
kis muhabbat say har mani haa.....





 Dekho kaan na dharna in par..
Dil ki sab aawazen jhooti...!




Sms Hindi love Shayari

आशिकों ने ही दिया है तुझको ये मुकाम गज़ब का,
वरना ऐ इश्क तेरी दो कौड़ी की औकात नहीं.






 Pal pal uska saath nibhate hum,

Ek ishare par duniya chhor jaate hum,

Samnder ke beech mein pahunch kar fareb kiya usne,

Wo kehti to kinare par hi doob jaate hum…





so sad shayari sms

Ab faqat yaad reh gai hai teri..
Ab faqat teri yaad bhi kab tak ?





 Kal Par He Rakho Wafa Ki BaateiN
MeiN Aaj Buhat Bujha Hua HoooN




Saturday, 26 April 2014

dosti hindi shayari

Mat kar gila mere bahte ashko ka,
is dil ko sabhi ne rulaya hai,
mat dhundh mere dil ki kitaab me khushiyo ka panna,
har panna apno ne jalaya hai...





 Aankho ki gehrai ko samaz nahi sakte,
Honto se kuch keh nahi sakte,
Kaise baya kare hum aapko yeh dil ka haal ki,
Tumhi ho jiske bageir hum reh nahi sakte…..

love hindi shayari sms

Zindagi ye rang dikhati hai kitne,
Gair ho jate hain, ek pal mein apne,
Sapno ki duniya mein kabhi na jana yaar,
Dil toot jata hai, jab toot te hain sapne…









Sach kha hai kisi ne ke
Waqt ke sath har koi badal jata hai,

Galti uski nahi jo bdlta hai,
Glti uski hoti hai jo pahle jesa reh jata hai.!!
 

Tuesday, 8 April 2014

sms hindi Shayari on Bachpan

Tu Shaq Na Kar Mere Jazbato Pe
Tere Saath Hi Zindagi Meri Khubsurat Hai
Jitni Ehmiyat Hai Pani Ki Marte Insan Ke Liye
Bus Utni Hi Mujhe Teri Zarurat Hai 






 Sirf chahne se koi baat nahi hoti,
Suraj ke samne kabhi raat nahi hoti,
Hum chahte hain jinhe jaan se bhi jyada,
Woh samne hai par baat bhi nahi hoti.



Shayari sms on Bharosa

Jissne Haq Diya Mujhe Muskurane Ka,,
Ussey Shauk Hai Ab Mujhe Rulane Ka,,
Jo Lehro Se Cheen Kar Laya Tha Kinaro Par..
Intezaar Hai Ussey Ab Mere Doob Jane Ka






 Lafz me kya taarif karu aapki,
Aap lafz me kaha bandh payenge...
Kabhi meri aankhon me jhank kar dekh,
Hazaron alfaz khud-ba-khud bikhar
jayenge.