Monday, 8 July 2013

romantic love shayari

Hansne ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindagi me kya kuch kasar baaki thi,
Jo marne ke baad bhi jalati hai duniya..





 Pyar Karna Koi Gunah Nahi Hota
Pyar Se Pyara Koi Jazba Nahi hota
Pyar Ka Rishta Is Liye Chupana Padta Hai
Kyun Ke Sacha Pyar Logo Se Bardasht Nahi Hota…




Romantic Shayari sms

AKLEEF Aur MOHABBAT
..
Dono Insaan Ko Aansu De
Jati Hai ...
...
Lekin Fark Sirf Itna Hai ....
TAKLEEF
....
Kabhi Na Kabhi Khatam
Ho Jati Hai ...
......
Magar MOHABBAT Kabhi
Khatam Nahi Hoti ....







 Tamanna Khuch Bhi Nahin
Ek Tere Deedar K bina,
Zindgi Adhoori Hai Meri
Tere Pyar K bina.





Thursday, 27 June 2013

valantine shayari sms

Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya ....

Jab Bhi Yeh Khayal Aaya Khud Ko Akela Paya .... !!!

Dhoondte Rahe Is Duniya MeinHumsafar ....

Kisi Ko Dhoke Baaz , Kisi Ko Bewafa Hi Paya ......








Jaadu Sa Hai
Teri Har Baat Me
Yaad Aata Hai Tu Din Or
Raat Me
Kal Dekha Tha Jab
Tumhara Sapna
Tab Bhi Tha Mera Haath
Tumhare Haath Main.....

Thursday, 20 June 2013

comedy hindi shayari

India is nation and Dadar is station,
wha wha
India is nation and& dadar is station,
Do not fall in love, First complete your Education..!!









Arz Hai..
Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji..
Wah Wah..
Ershad-Ershad..
Ki Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji..
aur
Nangu pungu Ghumna Ho To, Aapki Marji!

latest hindi shayari

मुझे काट कर दरवाजो में महफूज हो गए ,
मेरी ही छावं में लेट सुकून से सो गए ,
जला कर मुझे खुद को जिन्दा रखते हो ,
देखो दरख्त बिना कितने तन्हा हो गए .









 ऐसा क्या कह दूं की तेरे दिल को छु जाए
ऐसी किससे दुआ मांगू की तू मेरी हो जाए
तुझे पाना नहीं तेरा हो जाना है मन्नत मेरी
ऐसा क्या कर दूं की ये मन्नत पूरी हो जाए ...


sad shayari in english

Tammana se nahi tanhai se darte hain,
pyaar se nahi ruswaai se darte hain,
milne ki to bahut chahat hai
par milne ke baad judaai se darte hain…







 Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge
Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge
Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko
Bewafa Yaar Toh Beshumaar Mil Jayenge…

love shayari in english

Mazdoor hain ham humko, jab neend sataegi, 
akhbaar bichhalenge footpath pe so lenge !





 Log kehte hain ke ishq itna mat karo,
Ke husn sar pe sawar ho jaaye,
Hum kehte hain ke ishq itna karo,
Ke patthar dil ko bhi tumse pyaar ho jaye