Friday, 13 September 2013

ultimate hindi shayari

Kyun kisi ki khamoshi mujhe khamosh kar jaati hai......

kyun uski udaasi muje udaas kar jaati hai.....

kya rishta hai uska mera jo mujhe

uski yaad har pal aa jaati hai.......












Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain,
Aur phir se laut jati hain,
Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain,
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain…

Friday, 6 September 2013

hindi sms in hindi fonts

मुझे उसके पहलू में आश्यिाना ना मिला..
उसकी जुलफों छाओं में ठिकाना ना मिला..
कह दिया उसने मुझको बेवफा.....
जब मुझको छोडने का उसे कोई बहाना ना मिला





ये हालत हमारी हो गई तुम से मिलने के बाद,
जिन्दगी प्यारी हो गई है तुम से मिलने के बाद,
हर चीज में एक अजब रंग है महोब्बत का..
हर चीज प्यारी हो गई है तुमसे मिलने के बाद..

awesome hindi shayari sms

कश्ती भी नहीं बदली, दरिया भी नहीं बदला,
हम डूबने वालों का जज्बा भी नहीं बदला,
है शौक-ए-सफर ऐसा, इक उम्र हुई हम ने,
मंजिल भी नहीं पाई और रास्ता भी नहीं बदला






 Rulakar wo hume kush ho jayenge...
Sath mere na sahi kisi or k muskuraynge...

Dua hai khuda se Ki unko dard na dena...
hum to seh gaye par wo na sambhal paynge...





Saturday, 17 August 2013

bewafa hindi shayari

Neend bhi mehbooba ban gayi hai,
Bewafaa raat bhar nahin aati…






 mene to dekha tha bas ek najar ke khatir.......
kya khabar thi ke rag rag mein sama jaoge tum.......



 

bewafa hindi sms

Yu Nazar Ki Baat Ki Aur Dil Chura Gaye
Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye
Hum To Samajhe Te Ajnabi Aapko
Par Aap To Hume Apna Bana Gaye







 Phir Na Karna Meri Gustakh Nigahaon Ka Gila,
Daikhye Aap Ne Phir Pyar Se Daikha Hai Mujhe..




mohabbat shayari

Har Muskurahat Ki Pehchaan Nahi Hoti
Mohabbat Ho Ya Jang, Aasan Nahi Hoti
Parakhna Aasa’n Nahi, Aansoo Kisi Chehre Pe
Kaash, Har Aanso Ki Bhi Koi Pehchaan To Hoti






 Mera bas chale to yeri Adayein kharid lu....
Apne jeena ke waste teri wafaye kharid lu...
Kar sake jo har waqt deedar tera
Sab kuch luta ke wo Nigahein kharid lu





 

Tuesday, 23 July 2013

dard shayari

Ek din hamare aansyon humse puch baithe,

hume roz -roz kyon bulate ho..???

Humne kaha hum yaad to unhe karte hain..!!!

tum kyu chale aate ho..???









 Pyaar Karna Tumne Sikhaya,

Pyaar Pe Yakeen Karna Tumne Sikhaya,

Sapne Sajana Tumne Sikhaya,

Bas Tumhare Bina Jeena Nahi Sikhaya....