Thursday, 26 September 2013

bewafa shayari sms

प्यार किसीसे जितना किया रुसवाई ही मिली,
वफा चाहे जितनी भी की बेवफाई ही मिली,
जितना भी किसी को अपना समझा हमने,
जब आँख खुली तो हमेँ तन्हाई ही मिली!









सेहेमे सेहेमे से रेहेते लोग यहा
जान हथेली पे लेके चलते लोग यहा
देख किसने बेची सासे इनकी
मौत चीज़ो सी खरीदते लोग यहा
जाने कौन निकले इसमे बेईमान
काफिलोमे भी तन्हा दिखते लोग यहा
रात सन्नाटे मे कटती अकसर
अपनी आवाज़ से चोकते लोग यहा
केसे कोई एक दूजे पे करले यकीन
पल पल मे चेहरा बदलते लोग यहा

sad hindi shayari sms

Kisi ki yado ne pagal bana rkha h,
kahi mr na jau kafan sila rkha h,
jalane se pehle "DIL" nikal lena,
kahi wo na jal jye,jise dil me basa rkha hai.







Jaruri Nahi Ki Sari Duniya Achchi Nikle...
Sare Pyar Sache Nikle.!!
A Khuda Likh Meri Kismt Dusri Kalam Se.??
Jaruri Nhi Ki Dusri Kalam Bhi Kacchi Nikle. . .

sad hindi shayari sms

Mat dekh koi shaks gunehgar kitna hai,
Ye dekh tere saath wafadar kitna hai,
Ye mat soch use kuch logo se nafrat hai,
Ye dekh use tujhse pyar kitna hai.







koi wada na kar, koi irada na kar,
khwaishon me khud ko adha na kar,
ye degi utna jitna likh diya khuda ne,
is taqdeer se ummeed jyada na
kar....

Friday, 13 September 2013

friendship shayari in hindi

Tum Mujhay Moqa Tu Do Aytbaar Bannay Ka,

Thak Jao Gy Chaltay Chaltay Meri Wafa k Saath..







 Main Ny Kaha Zara Jhoot To Bolo...

Wo Muskura K Bolay Buht Yaad Aatay Ho Tum




friendship sms in hindi shayari

Na Pocho Kis Kharabe Main Paray Hain
Tahe Abr-e Rawan Payase Khare Hain
Zara Ghar Se Nikal Kar Dekh Ghalib!
Chama Main Kis Qadar Patte Jhare Hain






 Ye MuhaBat Ka Bandhan Bhi Kitna Ajeeb Hota Hai

Mil Jayn To Baatain Lambi , Bichar Jayn to Yaadain Lambi



hindi shayari on dosti

Kisi Par Us Had Tak Bharosa Karo,
Ki Aapko Dhoka Dene Me Use Khud Sharm Mehsus Ho
Or
Us Had Tak Kisi Ki Care Karo,
Ki Wo Khud Aapko Khone Se Darne Lage...






 Woh Mil Jaye Mujhe To Yun
Samjhoon,
Jaisay Jannat Ka Elan Hua Ho Kisi
Gunahgar K Liye.........




hindi love sms

Yado Ki Shama Jab Bhujti Dikhai Degi.
Teri Har Sans Mere Wajud Ki Gawahi Degi.
Tum Apne Andar Ka Shor Kam Kar Lena,
Meri Har Aahat Tumhe Sunai Degi.






 Log kahte h ki hatho ki lakire adhuri ho to kismat me mohabbat nhi hoti,
pr sach to ye h ki hatho me ho koi pyara hath to lakiro ki bhi zarurat nhi hoti