Thursday 22 December 2011

hindi shayari sms

kaun marta hai kisi k liye

zindagi sabko jina sikha deti hai.






Tujhe yaad na karu to bewafa kehna
Tu bulaye or mein na aaun to bewafa kehna
Mujhe marne ke liye talwar ke jarurat nahi
Bas ek baar nazar fer le
Jo na mar jaun to bewafa kehna






Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai,
Lagakar aag bujhana bhul jate hai!
Ye to aadat ho gayi unki,
Rulate hai aor
manana bhul jate hai!