Sunday 1 January 2012

sad hindi shayari

Pani Main Tairna machali ka style
Hawa me udna panchi ka style
Different msgs bhejna FANNAH ka style
Fukat ka msg padhna aur fwd karna aapka style .







Ye jindagi bin tere bhi kat jayegi,
Par kuchh kami to jarur rah jayegi.
Kal ko tadpayegi to kabhi tarsayegi,
Har lamha jab teri yaad aayegi.






‎"bahut hai duniya me gum ki numaish dekhne wale
par gum ka kharidar koi nahi hai
yu to har bar toota hai dil wafa ki chah me
fir bhi es dil ka gunehgar koi nahi hai