Thursday 20 June 2013

shayari in english

Jin ki aankhen aansoon se num nahin..
kya samajhte ho unhey koi gham nahin?
tum tadap kar ro diye to kya..
gham chupa ke bhi yahan hasne wale kam nahi...





 mile jo jakhm mohobbat me unhe sina nahi Aaya
amarta chahte the par jahar pina nahi Aaya
tumhari or humari dasta me fark itna hai
tumhe jina nahi Aaya hume marna nahi Aaya