Friday 24 January 2014

dard shayari

Har karz dosti ka ada kaun karega,
Jab hum hi na rahenge to dosti kaun karega,
.
Aey khuda mere doston ko salamat rakhna,
Varna mere jeene ki dua kaun karega..







 Pyar me Maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai karta kaun hai,
.
Hum to kar de Pyar me Jaan bhi Qurban,
Lekin Pata to chale ki hum se Pyar karta kaun hai...