Thursday, 20 June 2013

shayari in english

Jin ki aankhen aansoon se num nahin..
kya samajhte ho unhey koi gham nahin?
tum tadap kar ro diye to kya..
gham chupa ke bhi yahan hasne wale kam nahi...





 mile jo jakhm mohobbat me unhe sina nahi Aaya
amarta chahte the par jahar pina nahi Aaya
tumhari or humari dasta me fark itna hai
tumhe jina nahi Aaya hume marna nahi Aaya




hindi quotes in english


 Ishq ke bhi kuch andaz hote hain,
Jagti ankhon mein bhi khawab hote hain,
Zaroori nahi k gam mein ansu nikle,
Muskurati ankhon mein bhi sailab hote hain...








 Khubsurat ta koi nahi hunda,
khubsurat ta sirf khayal hunda.
Shakal surat di ta koi gal nahi hundi,
bas dil mileya da sawal hunda.'






Friday, 17 May 2013

mast shayari sms


Jaati Nai Aankhon Se Surat TerI,

Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri....

Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu,

Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri….






Tu Hi Ye Mujhko Bata De.. 
Chahu Main Ya Na.. !!

Apne Tu Dill Ka Pata De.. 
Chahu Main Ya Na.. !!






love shayari sms


Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai haan








Har Kisi Ke Naseeb Mein Saccha Pyar Pana Nahi Hota,

Sab Kismat Ka Khel Hai,

Kisi Ka Koi Dosh Nahi Hai..

Mujhe Pata Hai Ke Mere
Naseeb Mein Sirf Tadap, Judai

Aur Nafrat Hi Bachi Hai…


Tuesday, 9 April 2013

हिंदी शायरी / Hindi Shayri


Tere Pyaar Me Do Pal Ki Zindgi Bahut Hai..
Ek Pal Ki Hansi.. Aur Ek Pal Ki Khushi Bahut Hai..
Ye Duniya Mujhe Jane, Ya Na Jane..
Teri Ankhe Mujhe Pehchane, Yahi Bahut Hai …







ठिकाना कब्र है तेरा, इबादत कुछ तो कर ग़ाफिल,
कहावत है कि खाली हाथ घर जाया नहीं करते..

Saturday, 16 February 2013

hindi Shayari in English fonts

Ghar se bahar vo nakab me nikli,
saari gali unki firak me nikli,
inkaar karte rahe vo meri mohabbat se,
or meri hi tasveer unki kitaab se nikli








Meri moat te jashan mana leo peg gharo e turde la leo,
ik boli chakvi pa deo jo jave sina thardi,
mare hoe di lash te paeo chuni muteyar di...
Mare hoe di lash te paeo chuni muteyar di.

Bewafa Shayari SMS



Itna khoobsurat chehara hai tumhara..
har dil diwana hai tumhara..
log kehate hai chand ka tukda ho tum..
lekin ham kehate hai chand tukda hai tumhara…






Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat hai aap mein,
Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…